Posts tagged ‘Mohabat’

Mohabat to Barish Ki tarah hai


Mohabat to barish ki tarah hai.   kabhi taiz tofan to kabhi halki boonda bari, kabhi thamtay thamtay barasnay lagay or kabhi barastay barastay aik dam say ruk jay.

Mohabat to Barish ki tarah hai keh  is barish may bheegtay jao or man ki gehraion tak bheegh jao.

Lakin

Barish ki boondon ko hatheli peh thama to ja sakta hai,  muthi may band nahi kiya ja sakta…

Mohabat to Barish ki tarah hai

May 12, 2010 at 10:11 pm Leave a comment


Recent Comments